Hoga Tumse Pyara Kaun
Arey Hoga Tumse Pyara Kaun,
Humko To Tumse Hai
Hey Kanchan, Arey Hey Kanchan,
Pyaaaaaaaaaaaaaaar
Ho Oonche Gharwali Ho,
Ya Galiyon Ki Rani
Koi Ho Tum Rehti Ho Kahin
Tumse Badhke Yaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kanchan, Arey Hey Kanchan,
Pyaaaaaaaaaaaaaaar
Ho Dekho In Aankhon Mein
Yeh Surat Hai Kiski,
Ho Ek Nazar To Dekho Kamse Kam
Aakhir Hai Hamaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kanchan, Arey Hey Kanchan,
Pyaaaaaaaaaaaaaaar
Hoo Kehte Ho Ke Jao,
Lekin Batlaao
Ho Jaayen Bhi To Jaayen Hum Kahan
Aisa Dil Ka Maara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kanchan, Arey Hey Kanchan,
Pyaaaaaaaaaaaaaaar