Aisa Kyun Hota Hai Baarbaar
Mere Dil Ko Yeh Kya Hogaya
Main Na Janu Kahan Kho Gaya
Kyon Lage Din Mein Bhi Raat Hai
Dhoop Mein Jaise Barsaat Hai
Aisa Kyon Hota Hai Baar Baar
Kya Isko Hi Kehte Hai Pyaar
Sapne Naye Sajne Lage
Duniya Nayi Lagne Lagi
Pehle Kabhi Aisa Na Hua
Kya Pyaas Yeh Jagne Lagi
Madhoshiyon Ka Hai Sama
Woh Jukne Laga Aasmaan
Khamoshi Bani Hai Zubaan
Chaide Hai Koi Dastan
Dhadkan Pe Bhi Chaya Hai Khumar
Aisa Kyon Hota Hai Baar Baar
Aayne Me Jo Dekha khudko
Aai Sharam Aankhen Jhuki
Dhak Se Mera Dhadka Jiya
Ek Pal Ko Yeh Saasen Ruki
Ab Chori Satane Lagi
Raato Ko Jagane Lagi
Main Yuhi Machal Ne Lagi
Kuch Kuch Badal Ne Lagi
Jane Rehti Hoon Kyon Bekarar
Aisa Kyon Hota Hai Baar Baar