Jaane Kahan Gaye Woh Din
jaane kahan gaye wo din
kahate the teri yaad mein
nazaro ko hum bichhayenge
jaane kahin bhi tum raho
chahenge tumko umra bhar
tum ko na bhool paayenge
Mere kadam jahaan pade
sajade kiye the yaar ne
muzko rula rula diya
jaati hui bahaar ne
jaane kaha gaye wo din
Apani nazar me aaj kal
Din bhi andheri raat hai
Saaya hi apne saath tha
Saaya hi apne saath hain