Teri Aankhon Ke Jhalak Dekh Zamana Hua
Sun le sada o mere sanam
Kehta hai dil khake yeh kasam
Dekha zamee, dekha wo falak
Tumsa nahin dekha
Teri aankhon ke jhalak dekhein,
ik zamaana hua
Tere didar ka fariyadi
yeh deewana hua
Eh mere humnawa, maine ki hai dua
Sun raha yeh zami, sun raha aasmaan
Na main sikhwa karoon
Na sikayat karoon
Tere khatir jiyun, tere khatir marun