Abhi mujh mein kahin, baaqui thodi si hai zindagi Jagi dhadkan nayi, jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Ise chhoo loon zara Mar jaaoon ya jee loon zaraa Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa Ho dhoop mein jalte huey tann ko chhaya ped ki mill gayee Roothe bachche ki hansi jaise phuslaane se phir khil gayee Kuchh aisa hi ab mehsus dil ko ho raha hai Barso ke purane zakhm pe marham laga sa hai Kuch aisa reham, iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Ise chhoo loon zara Mar jaaoon ya jee loon zaraa Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa Dor Se Tooti Patang Jaisi, Thi Yeh Zindagaani Meri.. Aaj Hoon Kal Ho Mera Na Ho.. Har Din Thi Kahaani Meri Ek Bandhan Naya Peeche Se Ab Mujhko Bulaaye Aane Wale Kal Ki Kyun Fikar Mujhko Sataa Jaaye Ik Aisi Chubhan, Iss Lamhe Mein Hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Ise chhoo loon zara |