Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Jisse[D#]dhundta hoon main har kahin Jo[D#]kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe[G#]jiske pyaar par ho yakeen Woh la[C#]dki hai kah[D#]an
Jisse[D#]sirf mujhse hi pyaar ho Jo yeh[D#]kehne ko bhi taiyyaar ho Suno[C#]tum hi mere dildaar ho Woh la[A#]dki hai ka[G#]han
Jo[D#]tumhaare khwaabon mein hain basi Woh[D#]haseen murti pyaar ki Mile[G#]gi tumhe kabhi na kabhi Zara de[C#]kho yahan wa[D#]han
Chalo[D#]dhoondte hain hum tum kahin Woh[D#]pari woh hoor woh naazneen Jisse[C#]dekho to kaho tum vahi Arre ye[A#]h to hain ya[G#]han
[G#]Jaane kyoon khayaal aay[C#]a mujhe Ke woh ladk[A#]i kahin tum to [D#]nahin [G#]Tum mein hain woh saari k[C#]hubiyaan Tha jinko d[A#]hoondta main har [D#]kahin
Tumhe[D#]dhoka lagta hai ho gaya Mujhe[D#]hain samajh liya jaane kya Na main[C#]hoon pari, na main apsara Karo tu[A#]m na yeh ghu[G#]maan