Dil Mera Churaya Kyon
Why did you break my heart
Why did we fall in love
Why did you go away
Away away away
Dil mera churaaya kyun
Jab yeh dil todna hi tha
Humse dil lagaaya kyun
Humse munh modna hi tha
Ho dil ko dhadakna Tune sikhaya
Dil ko tadapna Tune sikhaaya
Aankho me aansu Chhupe the kahi
Inko chhalakna tune sikhaaya
Seene mein basaaya kyun
Dil se jab khelna hi tha
Humse dil lagaaya kyun
Humse munh modna hi tha
Ho milti thi nazre Jab bhi nazar se
Uthte the shole Jaise jigar se
Saanson se nikla Jaise dhuaan sa
Banta tha mujhse Jeete na marte
Aag kyun lagaayi jab
Bujhaaye dil chhodna hi tha
Humse dil lagaaya kyun
Humse munh modna hi tha