Moh Moh Ke Dhage
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe
Hai rom rom iktaara
Hai rom rom iktaara
Jo baadalon mein se guzre
Tu hoga zara pagal tune mujhko hai chuna
Tu hoga zara pagal tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankaha tune ankaha sab sunaa
Tu hoga zara paagal tune mujhko hai chuna
Tu din sa hai, main raat Aa na dono
mill jaayein shaamon ki tarah
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Chithiyoko jaise mil gaya Jaise ik naya sa pata
Ki aisa beparwah mann pehle toh na tha
Khaali raahein, hum aankh moonde jaayein
Pahunche kahin toh bewajah
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girah ye suljhe