Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
[G]Ye mahalo ye takhto [G]ye tajo ki[C]duniya [G]Ye insan ke dushman [G]samajo ki[C]duniya [G]Ye daulat ke[C]bhukhe[F]rawajo ki duniya [C]Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Ye[F]duniya agar mil bhi[A#]jaye to[C]kya hai
[F]Har ek jism ghayal har ek ruh pyasi [C]Nigaho me uljhan[F]dilo me[C]udasi [G]Ye duniya hai[C]ya alam[F]e-badhavasi [C]Ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai Ye[F]duniya agar mil bhi[A#]jaye to[C]kya hai
[G]Yahan ek khilona hai insan ki[C]hasti Ye[F]basti hai murda[G]parasto ki[C]basti [G]Yahan par to[C]jiwan se[F]hai maut sasti [C]Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Ye[F]duniya agar mil bhi[A#]jaye to[C]kya hai
[F]Jawani bhatakti hai badakar bankar [C]Jawan jism sajte hai[F]bazar[C]bankar [G]Yahan pyar[C]hota hai[F]wyopar bankar [C]Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Ye[F]duniya agar mil bhi[A#]jaye to[C]kya hai
[G]Ye duniya jaha adami kuchh nahi hai [F]Wafa kuch nahi[C]dosti kuch nahi hai [G]Yaha pyar[C]ki kadr[F]hi kuch nahi hai [C]Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai Ye[F]duniya agar mil bhi[A#]jaye to[C]kya hai
[C]Jala do ise funk daalo ye duniya [C]Jala do[F]Jala Do [C]Jala do ise funk daalo ye duniya [F]Mere saamane se hata lo ye duniya [C]Tumhaari hai tum hi snbhaalo ye duniya [C]Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai