Pari Hu Main
aai main to aai nazaron ke anjane ek jahan se
lai main to lai baharon ke afsane bhi wahan se
na na mujhe chhuna na duur hi rahna
pari hoon main
pari hoon main
mujhe na chhooona
pari hoon main
phul-o mein jo nuur hai mera hi suruur hai oho
ankho mein guruur hai khwabo ka kusur hai
thoda sa karaar hai thoda sa khumaar hai oho
kiska intezaar hai kaisa intezaar hai
koi to aisa ho sanso ko meri mehka jaye