Baadalon Mein Chhup Raha Hai
Baadalo me chup raha hai chand kyu
Apne husn ki zaya se pooch lo
Chandni padi hui hai maand kyun
Apne hi kisi ada se pooch lo
Meri hasrato pe bekhudi si chha gayi
Tumko dekhkar nigaah ladkhada gayi
Meri hasrato pe bekhudi si chha gayi
Tumko dekhkar nigaah ladkhada gayi
Nigaah ladkhada gayi
Nigaah ladkhada gayi
Nigaah ladkhada gayi
Ho raha hun mai nashe mai choor kyu
Jhoomti hui faza se pooch lo
Ho raha hai be peeye suroor kyun
Meri zulf ki ghata se pooch lo
Dur mujhse gam hai aur khushi karib hai
Aaj mera pyar kitna khushnaseeb hai
Dur mujhse gam hai aur khushi karib hai
Aaj mera pyar kitna khushnaseeb hai
Kitna khushnaseeb hai
Kitna khushnaseeb hai
Kitna khushnaseeb hai
Jhoomta hai mera ang ang kyun
Apni rooh ki sada se pooch lo
Baj rahe hai dil me jal tarang kyu
Geet chhedti hawa se pooch lo