Is Pyaar Se Meri Taraf Na Dekho
Is Pyaar se meri taraf na dekhooooooooo,
pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil keeeeeeee
paar ho jayega
pyaar hojayega
Pyaar Ho jayega
Do char aise mulakatein hogi
saare zamane mei baatein hongi
baatein hongi
ke naam badnaam tera meraaaaaaaa
yaar hojayega
pyaar hojayega
Pyaar Ho jayega
Hanthose se apna dil thaam lena
aankhon se aankhen milne na dena
milne na dena
ki ankhon hi ankhon mei koiiiiiiiiiiii
vaar hojayega
pyaar hojayega
Pyaar Ho jayega