Yeh Samaa Ye Nazaare Kho Gaye Hain
yeh sama yeh nazare kho gaye hain
ham kasam se tumhare ho gaye hain
yeh sama yeh nazare kho gaye hain
ham kasam se tumhare ho gaye hain
rehta hai dil janey kaha
betab se ham hain yaha
Zuban pe in labo pe bas tera nam hai
begane iss jahan se kya hame kam hai
yeh sama yeh nazare kho gaye hain
ham kasam se tumhare ho gaye hain
aji tumse jab se mohabbat huyi,
hamari ajab si yeh halat huyi
aji tumse jab se mohabbat huyi
hamari ajab si yeh halat huyi,
tumne khata ki dil lootne ki,
tumko mili hai iski saja
yeh sama yeh nazare kho gaye hain
ham kasam se tumhare ho gaye hain
duwa me tumhe mangna aa gaya,
hamey raat bhar jagna aa gaya
duwa me tumhe mangna aa gaya,
hamey raat bhar jagna aa gaya
sach keh rahe hain darde jigar kaa
hota hai dilbar apna mazaa Ha.
yeh sama yeh nazare kho gaye hain
ham kasam se tumhare ho gaye hain