Meri duniya mein aake mat jaa Mat jaa, kahin mat jaa Meri duniya mein aake mat jaa, mat jaa, mat jaa Kya maine paa liya hai Kya maine kho diya hai Shaayad yeh sochkar hi Dil aaj ro diya hai Tu hi to tha mera apna Kaise phir yeh toota sapna Tu jo milke kho jaayega Jeena mushkil ho jaayega OO..Meri duniya mein aake... Yeh ishq ki hain raahein Main jinpe chal raha hoon Is aag mein na jaane Kab se main jal raha hoon Main to hoon tera deewana Tune mujhko na pehchaana Dilbar mere aisa na kar Chaahat mein tu ruswaa na kar OOO.. Meri duniya mein aake |