Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Rooth ke humse kahin Main to na chala tha do kadam bhi tum bin Phir bhi mera bachpan yehi samjhe har din Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum Chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Rooth ke humse kahin Baato kabhi hatho se bhi maara hai tumhe Sada yehi kehki hi pukaara hai tumhein Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum Kya kar loge mera jo bigad jaoge tum Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Rooth ke humse kahin Dekho mere aansoo yehi karte hai pukar Aao chale aao mere bhai mere yaar Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum Poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum Ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum Rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum Rooth ke humse kahin |