Chala jata hun, kisi ki dhun mein dhadakte dil ke, tarane liye milan ki masti, bhari aankhon mein hazaro sapne suhane liye Chala jata hu ye masti ke, nazaren hain, to aise mein sambhalna kaisa meri qasam tu laharati Dagariya ho, to phir kyu na chalon main bahaka bahaka re mere jivan mein, ye shaam ayi hai mohabat wale zamane liye Chala jata hu vo aalam bhi, ajab hoga, vo jab mere karib aegi meri qasam kabhi bayein chuda legi, kabhi hansake gale se lag jaegi hay meri bahon mein, machal jaaegi vo sache zute bahane liye Chala jata hu baharon mein, nazaron mein, nazar Daalon to aisa laage meri qasam vo nainon mein, bhare kajal, ghungat khole khadi hain mere aage re sharam se bozl zuki palko me jawan rato ke fasane liye Chala jata hu |