Capo on 4th Fret : Koi to hai jo, nizaam-e-hasti chala raha hai, Wohi Khuda hai Koi to hai jo, nizaam-e-hasti Chala rahaa hai, Wohi Khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, Wohi Khuda ha Wohi Khuda hai, Wohi Khudaa hai Wohi Khuda hai. Nazar bhi rakhe, samaartein bhi Woh jaan leta hai, neeatein bhi Jo Khana-e-La-shaoor me jagmaga raha hai Wohi Khuda hai, Wohi khudaa hai Wohi khudaa hai, Wohi khudaa hai Talash uss ko, na kar buttoun mein woh hai badalti hui ruttoun mein Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai, Wohi Khuda hai Wohi Khuda hai, Wohi khudaa hai Wohi khudaa hai... Koi to hai jo, nizaam-e-hasti Chala rahaa hai, Wohi Khuda hai Dikhayi bhi jo na de nazar bhi Jo aa raha hai, Wohi Khuda ha Wohi Khuda hai, Wohi Khudaa hai Wohi Khuda hai. Wa Ala Aalihi Wa Sahbihi Wa Salim Allaahumma SalliAla Muhammadin Allaahumma SalliAla Muhammadin WaAla Aalihi Wa Sahbihi Wa Sallim |