Tumhe kaise main bataun Tumhe kaise main kahu Mere bas mein agar ho to Main bas itna hi karun Tumhe din bhar Tumhe har pal Dekhta hi main rahu Tumhe dekhu,Tumhe chahoon Tumhe punju har pal Tumhe sochu ,Tumhe samjhu Tumhe Mangu har pal Tumhe gungunau Tumhe gau har pal Main tumhara hun aisa Deewana meri jaan Mera marna bhi tumhi ho Mera jeena bhi ho tum Meri madira bhi tumhi ho Mera pina bhi ho tum Mera chandi bhi tumhi ho Mera sona bhi ho tum Mera hasna bhi tumhi ho Mera rona bhi ho tum Meri sari saason mein Tum jaise ho ghuli Meri aankhen tumhe dekhe Chahe band ho ya khuli Main tumhara hun aisa... Meri dil mein hai yeh armaan Tumhe ek din main paau Iss ambar se bhi aage tumhein lekar jaau Jahan raahon mein ho bekhre sab chand aur taare Jahan geeton ke behte ho meethe dhaare Jahan khwaabo ki duniya kabhi soyi nahi ho Jaha tum ho jaha mai hu aur koi nahi ho Main tumhara hun aisa... |