Geet Gaata Hoon Mai
Geet gata hun mai gungunata hun mai
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
Yeh mohabbat ke pal kitne anmol hai
Kitne phoolon se nazuk mere bol hai
Sab ko phulon ki mala pehnata hun mai
Muskurata hoon main
Roshni hogi itni kise thi khabar
Mere mann ka yeh darpan gaya hai nikhar
Sath hai ab yeh darpan dikhata hoon mai
Muskurata hoon main