Jhuki Jhuki Si Nazar Search By Chords
Jagjit Singh
Jhuki Jhuki see nazar bekaraar hai ki naheen dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hai ki naheen Jhuki Jhuki see nazar tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bataa meri tarah teraa dil bekaraar hai ki naheen dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hai ki naheen Jhuki Jhuki see nazar... wo pal ke jis mein mohabbat jawaan hotee hain us eik pal kaa tujhe intezaar hai ke naheen dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hai ki naheen Jhuki Jhuki see nazar... teri umeed pe thukaraa rahaa hoon duniya ko tujhe bhee apne pe ye aitabaar hain ki naheen. dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hai ki naheen Jhuki Jhuki see nazar... |