Ya karim o ya ghaffar o rahim o azim o sari ur-raza Uspe hi raazi rahun jo kiya tu ne mujhko aata Yeh jo nadaamat ki maala hai mere gale men pari Tasbeeh is ko bana de ilaahi Tasbeeh is ko bana de ilaahi Tasbeeh is ko bana de ilaahi Allahuma inni asalluka birahmatika Ya zul-jalal Apne kiye pih zukaye hun sar dilme ranj-o malal Tu jo sune nah sunaunga kisko yeh fariyad main Tu hi sami ul-baseer ul-mujeeb Tu hi sami ul-baseer ul-mujeeb Tu hi sami ul-baseer ul-mujeeb Rabbe azaan-e bilaali bhi tu Arham bhi tu aur jalaali bhi tu Kun fayakun ka bhi khaaliq hai tu Tu rabb-e mustafa (Allahu akbar) Tu rabbe murteza (Allahu akbar) Rabbe siraat-I mustaqeem (Allahu akbar) Tu rabbe kaa?bah (Allaahu akbar) Nooh ki kashti ko dekhta hoon Hauze nadaamat men dooba hua hoon Ya raheem (Kar de tu mujh ko qurbat aata) Ya kareem (Dar-guzar kar de meri khata) Ya raheem (Rahmat ka teri talab-gaar hoon) Ya kareem (Bandah main tera gunaah-gaar hoon) Darya-e aatish men ham bas yoonhi jal jaayenge ?Gar tu sahaara bane ya rabb sambhal jaayenge Tu hi to wuh raushani hai kih jis se main ghaafil huwa Jaane anjaane gunaahon se kuch bhi nah haasil huwa Ho teri nazr-e karam to yeh mushkil bhi tal jayegi Tu hi lateef ul-khabeer ul-haleem Tu hi lateef ul-khabeer ul-haleem Rabb-e deewaar-I z?ul-qarnain tu Rabb-e mai?raaj-I kaunain tu Rabb-e ismaa?eel o zam-zam bhi tu Tu rabb-e ibraaheem( Allahhu akbar) Tu rabb-e jibraaeel( Allahhu akbar) Rabb-e malaaika(Allahu akbar) Tu rabb-I kausar( Allahu akbar) Apne ghulaamon ki de ghulaami Ya mutakGbir ya mughni ya mughni Roz-e hashr ka andaazah naheen Bakhshish ka saamaan laaya naheen Hai meri iltija, karde qurbat aata Karde rehm-o-karam, miskeen hai tere dar pih khada Mere iraade jo toote to mujhko Pata yeh chala Teri hukoomat men hoga wahi bas jo Tu ne kaha. |