Bin Tere Sanam
Udit Narayan Jatin Lalit DJ Suketu
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Bin tere sanam Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
Aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Tere hi dum se hogi
Dil ki muraad poori
Tere bagair jaanam
Hai zindagi adhoori
Aye mere hanseen Ab na ja kahin
Aa meri zindagi
Aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Yeh jaankar balam jee
Thaami hai teri baahein
Sehani padengi sabki
Kaanton bhari nigaahein
Sab sahenge hum Aur hansenge hum
Aa meri zindagi
Aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi
Tum ho mere to ab hai
Mausam ghulam apna
Shabnam ne likh diya hai
Phoolon pe naam apna
Sun hawa yehi geet ga rahi
Aa meri zindagi
Aana hi pada sajna
Zaalim hai dil ki lagi