Kya Kare Kya Na Kare
Udit Narayan A.R Rahman Rangeela
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Kya karein kya na karein
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska
Hal o mere bhai
Ki ek taraf to ussay Pyar kare hum
Aur usko hi ye kehne Se darrein hum
Roz roz hum
sochta yehi
Aaj humko vo agar
mil jaaye kahin
To aisa bolega
saala vaisa bolega
Khullam khulla uspe Dil ka
raaz hum kholega
Vo saamne chamakti hai
Saans hi atakti hai
Aur ye zubaan jaati hai fisal
To Kya karein kya na kare...
Koi badi baat nahin
Humein kehna tha jo bhi
Vo to hum yoonhi kehte magar
Phir bhi kaha nahin
vajah iski hai yehi
Bas inkaar se humko tha darr
Ab kahein ya na kahein
Ki haan kahein na kahein
Soch soch mein hi vo gayi nikal
To Kya karein kya na kare...