Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda Barbadiyo Ka Shok Manana Fizul Tha Barbadiyo Ka Shok Manana Fizul Tha Manana Fizul Tha Barbadiyon Ka Jashna Manata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda Jo Mil Gaya Usi Ko Muqdar Samaz Liya Jo Mil Gaya Usi Ko Muqdar Samaz Liya Muqdar Samaz Liya Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda Gam Aur Khushi Me Farq Na Mehsus Ho Jaha Gam Aur Khushi Me Farq Na Mehsus Ho Jaha Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda |