Aankhon ki nami Haan teri meherbaani hai Thodi si ummeedon se aage Aisi kahaani hai (Aankhon ki) Leharon se hai Saagar se gehari bhi hai Ye teri meri baatein Rulaati bhi hain Gham mein hansati bhi hai Ye teri meri baatein Ye teri meri baatein Har saans sunaati hai, tera hi naam Palko ke chaaon mein, do pal ka aaraam Kachche ye dhaage hain, kachche hain rang Chu loon toh jee bhi loon, kuch tere sang Leharon se hai Saagar se gehri bhi hain Ye teri meri baatein Rulaati bhi hain Gham mein hansati bhi hai Ye teri meri baatein Ye teri meri baatein Main neend bulaata hoon, haathon mein haath Chaadar ke kone mein, reh jaati baat Khwabon ki nishaani hai, aasmaan ke paar Jis raat ke seene mein, chhalka hai pyaar Aankhon ki nami Haan teri meherbaani hai Thodi si ummeedon se aage Aisi kahaani hai Aanchal jo udaa Haan teri meharbaani hai Thodi si ummeedon se aage Aisi kahaani hai Leheron se hai Saagar se gehri bhi hai Ye teri meri baatein Rulaati bhi hain Gham mein hansati bhi hai Ye teri meri baatein Ye teri meri baatein |