Koi kahe kehta rahe kitna bhi humko diwana Koi kahe kehta rahe kitna bhi humko diwana Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana Jab saaz hai awaaz hai fir kisliye hichkichana Jab saaz hai awaaz hai fir kisliye hichkichana Hoo Gaayenge hum apne dilon ka taraana Bigde duniya - bigadne bhi do Jhagde duniya - jhagadne bhi do Lade yeh duniya - ladne bhi do Tum apni dhun mein gaaon Duniya roothe - roothne do Bandhan toote - tootne do Koyi chhoote - chhootne do Na gabhrao Hum hai naye, andaaz kyon ho purana Hum hai naye, andaaz kyon ho purana Aankho me hain bijliyan saason me tofaan hai Darr kya hai aur haar kya hum is se anjan hai Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen Sitare bhi hum tod lenge, hume hai yakin Ambar se hai aage humara thikaana Hum hai naye, andaaz kyon ho purana Sapno ka jo desh hai haan hum wahi hai pale Thode se dil phek hai thode se hai manchale. Jahan bhi gaye apna jadoo dikhaate rahen Mohabbat haseeno ko aksar sikhate rahe Aaye humein, dil aur neendey churaana. Hum hai naye, andaaz kyon ho purana |