O Saiyyan
Meri adhoori kahaani
Lo daastaan bann gayi
Ho Tune chhuaa aaj aise
Main kya se kya ban gayi
Sehme huey sapne mere haule-haule
angdaiyaan le rahe
Thehre huey lamhe mere nayi-nayi
gehraiyaan le rahe
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hai armaan phir bhi
hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...
Odhu teri kaaya Solah
sigaar main saja loon
Sangam ki ye raina isme
tyonhar main mana loon
Khushboo teri choo ke
kastoori main ho jaaun
Kitni pheeki thi main
sindoori main ho jaaun
Sur se zara behki huyi meri
duniya thi badi be-suri
Sur mein tere dhalne lagi Bani re
piya main bani baansuri
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hai armaan phir bhi
hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...