Meri umar ke naujawaano, La la la la, la la la la. Dil na lagaana o deewano, La la la la, la la la la. Ae, meri umar ke, naujawaano, Dil na lagaana, o deewano, Maine, pyaar karke, Chain khoya, neend khoyi, Arre jhooth to, kehte nahin hai, Kehte nahin hai log koi. Ae, pyaar se, badhkar nahin hai, Badhkar nahin hai rog koi. Chalta nahin hai, dil deke yaaron, Is dil pe zor koi. Chalta nahin hai, dil deke yaaron, Is dil pe zor koi. Is rog ka nahin hai ilaaj Duniya mein aur koi. To gaao, om shaanti om, shaanti shaanti om Om shaanti om, shaanti shaanti om Maine kisi ko, dil deke kar li, Raatein kharaab dekho. Maine kisi ko, dil deke kar li, Raatein kharaab dekho. Aaya nahin abhi tak udhar se, Aaya nahin abhi tak udhar se, Koi jawaab dekho. Woh na kahenge to, khudkashi Bhi kar jaaoonga main yaaron, Woh na kahenge to, khudkashi Bhi kar jaaoonga main yaaron, Woh haan kahenge to bhi khushi se Mar jaaonga main yaaron. To gaao, om shaanti om, shaanti shaanti om Om shaanti om, shaanti shaanti om |