Aaj Mausam Bada Beimaan
Mohammed Rafi Laxmikant Pyarelal
Download Indichords Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Aaj mausam bada, beimaan hai bada,
beiman hai .. aaj mausam
Aanewala koyee, toofan hai
tufan hai aaj mausam
Kya huwa hai, huwaa kuch nahin hai
Baat kya hai, paata kuch nahin hai
Mujse koyee khaata ho gayee too
Is mein meri khaata kuch nahin hai
Khoobsoorat hai tuu rut javaan hai
Kaali kaali ghata daar rahi hai
Thandi aahein hawaa bhar rahi hai
Sabko kya kya guman ho rahe hai
Har kalee hum pe saak kar rahi hai
Phoolon ka dil bhi kuch badgumaan hai
Aaj mausam....................hai
Aey mere yaar aey husn wale
Dil kiya meine tere hawale
Teri maarji pe aab baat thahari
Jeene ya de mujhe maar dale
Tere haathoon mei aab meri jaan hai
Aaj mausam............. hai