Har sant kahe sadhu kahe, sach aur sahas hai jiske mann me Ant me jit usiki rahe Aaja re aaja re bhale kitne lambe ho raste ho Thake naa teraa yeh tan ho Aaja re aaja re sun le pukare dagariya Rahe naa yeh raste taraste ho, tu aaja re Iss dharatee kaa hai raja tu, yeh bat jan le tu Kathinayi se takra ja tu, nahee har man le tu Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Tu aaja re Sun lo re mitwa jo hai tumare man me vohi hamare mann me Jo sapana hai tumra sapana vohi hamara hai jivan me Han chale ham liye aasa ke diye naynan me Diye hamri aasao ke kabhee bujh naa paye Kabhee aandhiyan jo aake inako bujhaye Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Tu aaja re Sun lo re mitwa purwa bhee gayegi mastee bhee chhayegi Milke pukaro to phulo wali jo rut hai aayegee Han sukh bhare din, dukh ke bin layegi Ham tum sajaye aao, rangon ke mele Rehte ho bolo kahe tum yun akele Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Mitwa sun mitwa tuzko kya darr hai re Ye dharati apni hai apna ambar hai re Tu aaja re |