Saigal Blues
Ram sampath
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Duniya mein pyar jab barse
Na jane dil yeh kyun tarse
Hai..
Is dil ko kaise samjhao
Pagal ko kaise mein manaoon
(Electric guitar) - Power Chords
Aaaaaa
Is dil ko kaise samjhao
Pagal ko kaise mein manaoon
Naadaniyan joh tum karte
Baandish mein hum yeh kyun marte
Is dard ki na hai dawai
Majnu hai ya tu hai kasai
Hun..
Aaa
Is dard ki na hai dawai
Majnu hai ya tu hai kasai
Jebon mein lakh phool ghaste
Kyun ek phool pe atke