[D] Thami thami si saansein
[Bm] Thami thami
Jeene [G] lagi hai tumse
[A] Jo mil [D] gayi jo mil gayi
[D] Thami thami si saasein
[Bm] Jeene lagi [G] jeene
Lagi hai tumse [A] jo mil [D] gayi
[D] Asar yeh kaisa Teri chaahat ka hai
[Bm] Mujhpe ho gaya
Zarra [G] zarra mere Dil ka ab tujh
[A] Mein hi kho gaya
Meharbaan [D] woh Rab barsa hai jab se
[Bm] Tu hai mil gaya
Tujhko [G] pa ke aisa laage ke
[A] Khud se hoon mil gaya
Ke rang jo [D] lagyo re
Ke rang jo [G] lagyo re
Ke rang jo [A] lagyo re lagyo
Ke rang jo [D] lagyo re
[D] O rang aisa gehra ishq ka
[D] Hai rooh mein ghulne laga
[A] Chhoote na chhoote na Iska nishaan
Jahaan ki [D] parwaah kya jab
Dil yeh had se [Bm] aage badh gaya
Saji hai [G] duniya meri
Mujhko tu [A] naya sa lag gaya
Ke rang jo [D] lagyo re
Ke rang jo [G] lagyo re
Ke rang jo [A] lagyo re lagyo
Ke rang jo [D] lagyo re
[D] Dekhoon pighalta aasmaan
[D] Boondon se karta hai bayaan
[A] Pyaar mera Pyaar mera bepanah
Jo [D] bhoole se bhi na bhoole tu
Aisa [Bm] waada ban gaya
Tode se [G] bhi na toote
Jo dil ka [A] naata ban gaya
Ke rang jo [D] lagyo re
Ke rang jo [G] lagyo re
Ke rang jo [A] lagyo re lagyo
Ke rang jo [D] lagyo re