[E] Hai suna ye [C#m] poori dharti
[A] tu chalata [B] hai
[E] Meri bhi sun [C#m] le araj mujhe
[A] ghar bulata [B] hai
Bhag [A] wan [B] hai kahan re [E] tu
Hey [A] Khuda [B] hai kahan re [E] tu
[E] Hai suna tu [C#m] bhatke mann ko
[A] raah dikhata [B] hai
[E] Main bhi khoya [C#m] hun mujhe
[A] ghar bulata [B] hai
Bhag [A] wan [B] hai kahan re [E] tu
Hey [A] Khuda [B] hai kahan re [E] tu
Main [G#m] pooja [C#m] karun
ya [G#m] namazein [C#m] padhun
Ard [A] aasein karun din [E] rain
Na [G#m] tu Mandir [C#m] mile,
na tu [G#m] Girje [C#m] mile
Tujhe dh [A] oonde [B] thake mere [E] nain
Tujhe dh [A] oonde [B] thake mere [E] nain
Tujhe dh [A] oonde [B] thake mere [E] nain
[E] Jo bhi rasmein [C#m] hai wo
sari [A] main nibhata [B] hoon
[E] In karodon [C#m] ki tarah main
[A] sar jhukata [B] hoon
Bhag [A] wan [B] hai kahan re [E] tu
Aye [A] Khuda [B] hai kahan re [E] tu
Tere [G#m] naam [C#m] kayi,
tere [G#m] chehre [C#m] kayi
Tujhe paa [A] ne ki rahein [E] kayi
Har [G#m] raah chala par tu na mila
Tu kya [A] chaahe main [B] samjha [E] nahi
Tu kya [A] chaahe main [B] samjha [E] nahi
Tu kya [A] chaahe main [B] samjha [E] nahi
[E] Soche bin [C#m] samjhe jatan
ka [A] rta hi jata [B] hun
[E] Teri zid sar [C#m] aankhon par
rakh [A] ke nibhata [B] hun
Bhag [A] wan [B] hai kahan re [E] tu
Aye [A] Khuda [B] hai kahan re [E] tu