[A] Chhodo kal ki baatein,
[A] kal ki baat [D] puraani
[D] Naye daur mein likhenge
[E] milkar nayi [A] kahaani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
[A] Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
[D] Kya dekhe us manzilko jo [E] chhod chuke hai
[A] Chand ke darpe ja pahucha hai aaj zamana
[D] Naye jagatse hum bhi nata [E] jod chuke hai
[A] Naya khoon hai, [E] nayi umangein,
[D] ab hai nayi [A] jawaani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
[A] Hamako kitne tajamahal hai aur banane
[D] Kitne hai ajanta ham ko [E] aur sajane
[A] Abhi paltana hai rukh kitne dariyao ka
[D] Kitne parwat raho se hai [E] aaj hatane
Naya khun hai ni umange ab hai ni jawaani
[A] Naya khoon hai, [E] nayi umangein,
[D] ab hai nayi [A] jawaani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
[A] Aao mehnat ko apna imaan banaaye
[D] Apne haatho ko apna bhag [E] wan banaye
[A] Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
[D] Sapno se bhi pyara hindu [E] stan banaye
[A] Naya khoon hai, [E] nayi umangein,
[D] ab hai nayi [A] jawaani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
[A] Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
[D] Maati me sona hai, haath [E] badhakar dekho
[A] Sone ki yeh ganga hai, chandi ki yamuna
[D] Chaho to patthar pe dhaan [E] ugakar dekho
[A] Naya khoon hai, [E] nayi umangein,
[D] ab hai nayi [A] jawaani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani
Hum [D] hindustani, hum [A] hindustani