Khuda bhi jab tumhe Mere paas dekhta hoga Khuda bhi jab tumhe Mere paas dekhta hoga Itni anmol cheez De di kaise sochta hoga Tu bemisaal hai Teri kya misaal dun Aasma se aayi hai Yahi keh ke taal dun Phir bhi koi jo puchhe Kya hai tu kaisi hai Haatho mein rang leke Hawa mein uchhal dun Hawa mein uchhal dun Jo bhi z Kadmo se chhuke wo aasma ho jaaye Tere aage phike phike sare singar hai Main to kya farishte Bhi tujh pe nisaar hai Garmi ki shaam hai tu Jhaado ki dhoop hai Jitne bhu mausam hai Tere karzdar hai Tere karzdar hai Chehara hia yaa jadu Roop hai ya khwab hai Aankhe hai yaa afsana Jism yaa kitaab hai Aaja tujhe mian padh lun Dil mein utaar lun Hotho se main tujhe Aankho se pukaar lun Khwahishe yeh kehti hai Kehti rehti hai Leke tujhe baaho mein Shaame guzar dun Shaame guzar dun Khuda bhi jab tumhe Mere paas dekhta hoga Itni anmol cheez De di kaise sochta hog |