Ye To Sach Hai Ki Bhagwaan Hai
Hariharan
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Original Scale: A#m
Capo First Fret
[Am] Yeh to sach hai ki bhagwan [C] hai
Hai[Am] magar phir bhee anjan [E] hai
[Am] Dharati pe roop ma bap [C] ka
[E] Us vidhata ki [G] pehchan [Am] hai
[Am] Janmdata hai jo
nam[E] jinse mila
Thamkar[G] jinaki unglee hai
[Am] bachpan chala
[Am] Kandhe par baithke
jinke[E] dekha jahan
Gyan[G] jinse mila kya
[Am] bura kya bhala
[Am] Itne upkar hain kya [C] kahe
[Am] Yeh batana naa aasan [E] hai
[Am] Dharati pe roop ma bap [C] ka
[E] Us vidhata ki [G] pehchan [Am] hai
[Am] Janam deti hai jo
ma[E] jise jag kahe
Apanee[G] santan mein
[Am] pran jiske rahe
[Am] Loriya hothon par
sapne[E] bunatee najar
Nind[G] jo var de,
[Am] hanske har dukh sahe
[Am] Mamta ke rup me hai [C] prabhu
[Am] Aapse paya vardan [E] hai
[Am] Dharati pe roop ma bap [C] ka
[E] Us vidhata ki [G] pehchan [Am] hai
Capo First Fret
Hai
nam
Thamkar
jinke
Gyan
ma
Apanee
sapne
Nind