Mere Liye Tum Kaafi Ho
Capo 2nd Fret
[D] Teri meri aisi judd gyi kahani
[G] Ke judd jaata jaise do nadiyo ka pani
[A] Mujhe aage tere[G] saath behna hai
[D] Jaana tumhe to hai ye baat jaani
[G] Ke aye zindagi kaise banti suhani
[A] Mujhe har pal tere[G] saath rehna hai
[D] Tum kuch adhoorey se
[D] Hum bhi kuch aadhey
[G] Aadha-aadha hum jo dono milaade
[A] To ban jayegi apni ik zindgani
[Bm] Ye duniya mile na[G] mile hum ko
[Bm] Khushiya bhaga dengi[G] har gam ko
[A] Tum saath ho fir[G] kya baaki ho
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]
[D] Ek asmaan ke hai hum do sitaare
[G] Ke takraatey hai tootey hai bechaare
[A] Mujhe tum se[G] par ye kehna hai
[D] Chakke jo do saath chaltey hai thode to
[G] Ghisne ragadney me chiltey hai thode
[A] Par yuhi to kat tey hai kachche kinare
[Bm] Ye dil jo dhala teri[G] aadat me
[Bm] Shaamil kia hai[G] ibaadat me
[A] Thodi khuda se bhi[G] maafi ho
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]
[A] Mere liye[G] tum kaafi ho[D]