Yeh Aaina
Shreya Ghoshal Amaal Malik kabir singh
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sawaaree ..
Itna lage sochne kyun ?
Main aajkal tere baare
Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh leher hoon
Ehesaas ki tu hai duniya
Chota sa main ek shehar hoon
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sawaaree ..
Khud se hai agar tu bekhabar bekhabar
Rakh loon main tera khayaal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya
Main daud ke paas aaun
Tu neend mein jo pukaare
Main reet hoon tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sawaaree ..
Tanha hai agar tera safar humsafar
Tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar tu agar
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon
Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saare guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere sheher tu na aa re
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sawaaree ..