Capo First Fret Talwaron pe sar vaar diye Angaron mein jism jalaya hai Tab jaake ke kahin humne sar pe Yeh kesari rang sajaya hai Ae meri zameen afsos nahi Jo tere liye sau dard sahe Mehfooz rahe teri aan sada Chahe jaan meri yeh rahe na rahe Ae meri zameen mehboob meri Meri nas nas mein tera ishq bahe Feeka na pade kabhi rang tera Jismon se nikal ke khoon kahe Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu Sarson se bhare khalihan mere Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka Aabad rahe woh gaanv mera Jahaan laut ke wapas ja na saka Ho watna ve, mere watna ve Tera mera pyar nirala tha Kurban hua teri asmat pe Main kitna naseebon wala tha Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu Ho Heer meri tu hasti rahe Teri ankh ghadi bhar nam na ho Main marta tha jis mukhde pe Kabhi uska ujala kam na ho Ho maayi meri kya fikar tujhe Kyun ankh se dariya behta hai Tu kehti thi tera chaand hoon main Aur chand hamesha rehta hai Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarEbzu |