Baatein teri karte hue Thak ke so jaati hoon sirhaane aasmaan Jaane kahaan mud jaati hain Dekhte dekhte tujhe ye galiyan Teri tarah khushbu chale.. Taare hamari tarah raaton se mile Suni naheen zamaane ne teri meri kahaaniyan Karde koyi nawaazishen karam mehrbaniyan Yeh aarzu thi ki dekhe ye duniya Ham jaisa koi deewaana hi naheen Karde koyi nawaazishen karam mehrbaaniyaan Raat andheri mein chhup rahe the Gum ek sawera dhoond rahe the Sadiyon se jaise jaag rahe the Pyar ko apne dhaanp rahe the Phir gir pade Koyi mila naa sahaara kya kare Suni nahi zamaane ne teri meri kahaaniyaan Tera woh pyaar yaad aayega Bhoolega naa ye dil mera Kya ho gaya socha na tha Tera woh pyar, Tera woh pyar Tera woh pyar, Tera woh pyar Teri woh khamoshiyaan Kah deti theen woh sabhi jo tu nah kah saki Kaise bataati tujhe Sharmaati thi main jaise Aanchal mein jalta diya Khoye kahaan mujh ko bataa... Tera woh pyaar yaad aayega Bhoolega nah yeh dil mera Tera woh pyaar yaad aayega Bhoolega nah yeh dil mera Kya ho gaya socha na tha Ohoo hooo hoo oo Ohoo hooo |