Aisi nazar se dekha Uss zaalim ne chauk par Humne kaleja rakh diya Chaaku ki nok par Mera chain-vain sab ujda Jaalim nazar hata le Barbaad ho rahe hain ji Tere apne shehar wale Haan meri agdai na toote tu aaja Meri agdai na toote tu aaja Kajra re Kajra re tere kaare kare naina Ho mere naina mere naina Mere naina judwa mere naina Surmein se likhe tere waade Aankhon ki jabaani aate hain Haye mere rumalo pe labh tere Baandh ke nishani jaate hain Ho teri baaton mein kimam ki khushboo hai Ho tera aana bhi garmiyo kiloo hai Aaja tute na, tute na angdai Meri angdai na tute tu aaja Ho Meri angdai na tute tu aaja Aankhein bhi kamaal karti hai Personal se sawaal karti hai, Palko ko uthaati bhi nahi hmm.. Parde ka khyaal karti hai Ho mera gam toh kisi se bhi chupta nahi Dard hota hai dard jab chubhta nahi Aaja tute na, tute na angdai Meri angdai na tute tu aaja Ho Meri angdai na tute tu aaja Ho tujhse milna purani Dilli mein Chhod aaye nishani Dilli mein Pal nimara dari betalab Teri meri kahaani Dilli mein Ho.. Kaali kamli wale ko yaad karte Tere kale kale naino ki kasam khate hai Tere kale kale naino ke banaye hai rooh Tere kaale kale naino ko duaye hai rooh Meri jaan udas hain honthon pe pyas hai Aaja re aaja re aaja re kimam ki khushboo hai Ho tera aana bhi garmiyo kiloo hai Aaja tute na, tute na angdai Meri angdai na tute tu aaja Ho Meri angdai na tute tu aaja |