Mai Ye Sochkar Uske Dar Se
Mohammed Rafi Madan Mohan
Download Indichords IOS App OR Android App for an ad-free experience with strumming patterns, auto-scrolling, progressions and song saving.
Mai ye soch kar uske
dar se Utha tha
ke wo rok legi mana legi mujhko
Hawao me lehrata aata tha daman
Ke daman pkadkar bitha legi mujhko
Kadam aise andaz se uth rahe the
Ke aawaz deke bula legi mujhko
Magar usne na roka
na usne mnaya
Na daman hi pakda
na mujhko bithaya
Na aawaz hi di na wapas bulaya
Mai ahista ahista badta hi aaya
Yaha tak ke us se zuda ho gaya
Yaha tak ke us se zuda ho gaya