dil dhundata data hai, phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasawwoor-ye-jana kiye huye jaadon ki narma dhup aur aangan me let kar aankho pe khinch kar tere aanchal ke saaye ko aundhe pade rahe kabhee karawat liye huye yaa gamreeyon kee raat jo purawaiyan chale thhandee safed chaadaro pe jaage der tak taaron ko dekhate rahe chhat par pade huye barfeeli sardiyon me kisi bhi pahaad par waadi me gunjati huyi khamoshiyan sune aankho me bheeege bhige se lamhe liye huye |