manzilo pe aa ke lutte hai dilon ke kaarvaan kashtiya sahil pe aksar dubti hai pyar ki manzile apni jagah hai raste apni jagah manzile apni jagah hai raaste apni jagah jab kadam hi sath na de to musafir kya kare yu to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera yu to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koi hath na de dil bhala fir kya kare manzile apni jagah hai raaste apni jagah dubne wale ko tinke ka sahara hi bahut dil bahal jaye fakat itna ishara hi bahut itne par bhi aasma wala gira de bijaliyan koi batla de zara ye dubta fir kya kare manzile apni jagah hai raaste apni jagah pyar karna jurm hai to jurm hum se ho gaya kabil-e-mafi hua karte nahin aise gunah sangdil hai ye jahan aur sangdil mera sanam kya kare josh-e-junun aur hausla fir kya kare |