Bahut pyar karte hai tumko sanam Bahut pyaar karte hai tumko sanam Kasam chaahe le lo Kasam chaahe le lo khuda ki kasam Bahut pyaar karte hain tumko sanam Hamein har ghadi aarzu hai tumhari Hoti hai kaisi sanam bekarari Milenge jo tumko to Milenge jo tumko to batayenge hum Bahut pyaar karte hain tumko sanam Hamari gazal hai tasavvur tumhara Hamari gazal hai tasavvur tumhara Tumhare bina ab na jeena hamara Tumhein yoon hi chaahenge Tumhe yun hi chahenge jab tak hai dum Bahut pyaar karte hain tumko sanam Sagar ki baahon mein maujein hain jitni Sagar ki baahon mein maujein hain jitni Humko bhi tumse mohabbat hai utni Ke yeh bekarari Ke yeh bekarari na ab hogi kam Bahut pyaar karte hain tumko sanam |