ye raat ye chandni phir kaha sun ja dil ki dastan pedo ki shaakho pe.. pedo ki sakhe pe soyi soyi chandani pedo ki shaakho pe tere khyalo me khoyi khoyi chandani aur thodi der me thak ke laut jayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal hai ye sama sun ja dil ki dastan ye lehro ke hotho pe lehro ke hotho pe dhima dhima raaz hai lehro ke hotho pe bhigi hawao me thandi thandi aag me is hasin aag me tu bhi jal ke dekh le Zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadhkane ki juban sun ja dil ki dastan ye jati bahare hai jati bahare hai uthti ravaniya jati bahare hai taro ki chav me kah le kahaniya ek bar chal diye agar tujhe pukar ke laut ker na aayenge kafile bahar ke aaja abhi jindagi hai jawan sun ja dil ki dastan |