Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Tumhein dekh ke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise Dikhayi na deti andheron mein jyoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein jo tumhara sahara na milta Bhanwar mein hi rehte kinara na milta Kinare pe bhi to leher aa duboti Agar tum na hote, agar tum na hote Tumhein kya bataaun ke tum mere kya ho Meri zindagi ka tum hi aasra ho Main aasha ki ladiyan, na reh reh piroti Agar tum na hote, agar tum na hote Har ik gham tumhara sahenge khushi se Karenge na shikwa kabhi bhi kisi se Jahan mujh pe hasta, khushi mujhpe roti Agar tum na hote, agar tum na hote |