Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana Ho jab jab teri surat dekhun Jab jab teri surat dekhun Pyar sa dil mein jaage Ho teri tarafhi dil mujhe khinche Kya tu mera laage Kya tu mera laage Kaun sa yeh bandhan hai Yeh kaisa apnapan hai Kisi ka zor chale na Yeh kaisi dil ki lagan hai Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana Dilbar tujhse milte milte Dilbar tujhse milte milte Main bhi aurat ban gayi ho toone mujhe anmol banaya Main mohabbat ban gayi Main mohabbat ban gayi Deewanon ka mausam hai Ke sholon pe shabnam hai Mera dil toot na jaaye Tujhe yeh dil ki kasam hai Jaan-e-jana o jaan-e-jana Phool bankar tera chehra Mere haathon mein khila hai Milan hai dil se dil ka Badan se badan mila hai Teri chaahat ki garmi Naram saanson ka toofan Mom ho gaya mera dil Pighalne laga hai imaan Jaan-e-jana o jaan-e-jana |