Mere saamne-wali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsos yeh hai ke woh humse kuch ukhda ukhda rehta hai Mere saamne-waali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Barsaat bhi aakar chali gayi Baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ke hum eh husan ke maalik taras gaye Kab pyaas bujhegi aankhon ki Din raat yeh dukhda rehta hai Jis Roz Se Dekha Hai Usko Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain Kahin Aana Jaana Bhool Gaye Ab Aath Pahar In Aankhon Mein Koi Chanchal Mukhda Rehta Hai |