Aisa sama na hota Kuchh bhi yahan na hota Mere hamrahi jo tum na hote Mere hamrahi jo tum na hote Mausam yeh na aata, yoon na chhaati yeh ghata Aise gungunati, yoon na gaati yeh hawa Gul shabnam ke moti na piroute Mere hamrahi jo tum na hote Repeat the above chord pattern for below stanza Raahein wohi, vaadi wohi badla kuchh nahin Phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen Kahin khwabon mein hum gum na hote Mere hamrahi jo tum na hote Hum tum jo na milte, to na chhaata yeh nasha Hota kuchh bhi hota, yeh na hota jo hua Yahan milke na dil aise khote Mere hamrahi jo tum na hote Aisa sama na hota Kuchh bhi yahan na hota Mere hamrahi jo tum na hote Posted By: Bharati Singh |